Islamic Question & Answer ( islamic sawal-jawab) Part No.-2
-----Islamic Quiz-----
Jawab- soorah fatiha
2-Sawal- quraan-e-paak me sabse lambi soorat kon si hai
Jawab- soorah bakrah
3-Sawal- soorah namal me Bismillah kitni baar aaya hai
Jawab- Do baar (ek shuruwat me or ek aakhir me)
4-Sawal- kis soorat ko quraan-e-paak ka dil kaha jata hai
Jawab- soorah Yaseen ko quraan-e-paak ka dil kaha jata hai
5-Sawal- quraan-e-paak me waqia-e-mairaaj ka zikr kis soorat me aaya hai
Jawab- soorah bani Israil
6-Sawal- quraan-e-paak me kul kitni soorate hai
Jawab- quraan-e-paak me 25 soorate hai
7-Sawal- quraan-e-paak me sabse pahle kis paigamber ka zikr aya
Jawab- quraan-e-paak me sabse pahle Aadam alyhis salam ka zikr aaya
8-Sawal- quraan-e-paak me aakhir me kin paigamber ka zikr aaya
Jawab- quraan-e-paak me aakhir me hazrat Musa alyhis salam ka zikr aya
9-Sawal- quraan-e-paak kin mohtaram khatoon ke naam se soorat hai
Jawab- quraan-e-paak me hazrat Mariyam alyhis salam ke naam se soorat moujood hai
10-Sawal- quraan-e-paak me kon si soorat Puri Dua hai
Jawab- quraan-e-paak me soorah Fatiha Puri Dua hai
11-Sawal- quraan-e-paak me Ababeel Parinde ka zikr kon si soorat me aaya hai
Jawab- quraan-e-paak me soorah Al-Feel me Ababeel Parinde ka zikr aya hai
12-Sawal- quraan-e-paak me kul kitni aayte moujood hai
Jawab- quraan-e-paak me 6666 aayte moujood hai
13-Sawal- quraan-e-paak me kul kitni Ruku hai
Jawab- quraan-e-paak me 558 ruku hai
14-Sawal- quraan-e-paak me kis ne zer,zaba,or paish lagaya
Jawab-quraan-e-paak me hazrat Hazaz bin Husuf(r.z.) ne lagaya
15-Sawal- quraan-e-paak me lafz ALLAH kitni baar aaya
Jawab-quraan-e-paak me lafz ALLAH 6584 bar aya
16-Sawal- quraan-e-paak ki zeenat kis soorat ko kahte hai
Jawab- quraan-e-paak ki zeenat soorah Rahman ko kahte hai
17-Sawal-quraan-e-paak me kul kitne sajde-tilawat hai
Jawab- quraan-e-paak me 14 baar aya hai
18-Sawal- quraan-e-paak me Gaare Sour ka zikr kis soorat me aaya hai
Jawab- quraan-e-paak me soorah Touba me Gaare Sour ka zikr hai
19-Sawal- quraan-e-paak me jo soorate Makka Shareef me nazil hui vo kitni hai
Jawab-quraan-e-paak me 86 soorate esi hai jo Makka Shareef me nazil hui hai
20-Sawal- quraan-e-paak me Madina Shareef me nazil hui soorate kitni hai
Jawab-quraan-e-paak me 28 Madeena Shareef me nazil hui hai
21-Sawal-quraan-e-paak nazil pura nazil hone me kitna waqt laga
Jawab-quraan-e-paak ko pura nazil hone me 22 saal 5 mahine or 14 din lage
22-Sawal-quraan-e-paak me kis aayat ko aayaton ka Sardaar kahte hai
Jawab-quraan-e-paak me aaytul kursi ko aayaton ka sardar kahte hai
23-Sawal-quraan-e-paak me kon si soorat ek Shahar (city) ke naam par hai
Jawab-quraan-e-paak me soorah Rom ke naam par ek aayat hai
24-Sawal-quraan-e-paak "MUHAMMAD" lafz kitni baar aya hai
Jawab- quraan-e-paak 4 baar MUHAMMAD lafz aaya hai
25-Sawal-quraan-e-paak me AHMAD lafz kitni baar aya hai
Jawab-quraan-e-paak me AHMAD lafz 1 baar aya hai
26-Sawal-quraan-e-paak me sabse zyada zikr kis paigamber ka aaya hai
Jawab-quraan-e-paak me HAZRAT MUSA ALAYHIS SALAM ka zikr sabse zyada baar aya hai
27-Sawal-quraan-e-paak ki sabse choti soorat kon si hai
Jawab-quraan-e-paak ki sabse choti soorat soorah AL-KOUSAR hai
28-Sawal-quraan-e-paak ki sabse badi soorat kon si hai
Jawab-quraan-e-paak ki sabse badi soorat soorah BAKRAH hai
29-Sawal-quraan-e-paak ka tarjuma kis zabaan me sabse zyada hua hai
Jawab-quraan-e-paak ka sabse zyada baar tarjuma URDU zabaan me hua hai.
.....SHERE IT TO EVERYONE.....
0 टिप्पणियाँ